Dharmendra Narayan – Maan Lo kaha lyrics

Album: Few Moments

Maan lo keha jo main kehta hun
soch lo zara jo main kehta hun
pana hai ab hamein nai dagar
tay karna Hai ab ek naya safar
La La

Stanza 1
gar tum dekho meri in aankho mein
pooage tum mujhe apni he rahon mein
hua subse juda ek tumhare liye
khoyee saari khushiyaan maine tumhare liye
La La
Kar lo mera yaqin
Hai gawaah ye zamin
La La
Maan lo keha jo main kehta hun
soch lo zara jo main kehta hun
pana hai ab hamein nai dagar
tay karna Hai ab ek naya safar
La La

Stanza 2
Humne guzaare har pal apne saath saath
Humne baantein har ghum apne saath saath
Bani chaahat meri tum mere sanson ki
Ab ho aahat meri tum mere rahon ki
La La
Chalo Chale phir se hum
Mila Ke qadam
La La

Maan lo keha jo main kehta hun
soch lo zara jo main kehta hun
pana hai ab hamein nai dagar
tay karna Hai ab ek naya safar
La La

Submitted by Guest