Alka Yagnik – Letras de Chal Pyaar Karegi
(O ladke deewaane, kahan se aaya tu
Dulhan ko le jaane kahan se aaya tu) - 2
Chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
Mere saath chalegi
Na ji na ji
Ho chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
O mere saath chalegi
Na ji na ji
Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye
Hum tujhko uthaakar le jaayenge
Doli mein bithaakar le jaayenge
Hum ghar mein kahin chhup jaayenge
Sang tere nahin hum aayenge
Ho, chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
Mere saath chalegi
Na ji na ji
Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye
Hum tujhko uthaakar le jaayenge
Arre doli mein bithaakar le jaayenge
Hum ghar mein kahin chhup jaayenge
Sang tere nahin hum aayenge
Chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
O gore gore mukhde waali, o kaale kaale nainon waali
Maan mera ehsaan ke maine haan kar di
(Tu varna kunwaari reh jaati
Yeh shaadi hamaari reh jaati) - 2
Chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
Mere saath chalegi
Na ji na ji
Jaa main nahin karti shaadi vaadi
Mujhko pyaari hai yeh aazaadi
Main to apne baabul ke baagon ki bulbul hoon
Bas tujhse mujhe yeh kehna hai
Pinjre mein mujhe nahin rehna hai
Bas tujhse mujhe yeh kehna hai
Pinjre mein mujhe nahin rehna hai
Chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
O mere saath chalegi
Na ji na ji
Aankhon se kaajal le jaayenge
Zulfon ke baadal le jaayenge
Arre hum aaye hain door se yun vaapas na jaayenge
(Hum apni sajaniya le jaayenge
Arre hum apni dulhaniya le jaayenge) - 2
Hey, chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
Mere saath chalegi
Na ji na ji
Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye
Hum tujhko uthaakar le jaayenge
Doli mein bithaakar le jaayenge
Hum ghar mein kahin chhup jaayenge
Sang tere nahin hum aayenge
Hum apni sajaniya le jaayenge
Hum apni dulhaniya le jaayenge, haan
Hum apni sajaniya le jaayenge
Arre hum apni dulhaniya le jaayenge
Lo más escuchado de Alka Yagnik
- Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
- Tumhe Dekhe Meri Aankhen
- Pyar Ke Liye Chaar Pal
- Is Pyar Se Meri Taraf Na Dekho
- Humko Sirf Tumse Pyar Hai
- Aankhon Mein Base Ho Tum
- Hum Tum
- Bahut Jatate Ho Chah Humse
- Dil Laga Liya Maine
- Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
- Maine apna dil de diya
- Teri Mohabbat Ne
- Baant Raha Tha Jab Khuda
- Ab Tere Dil Mein Hum Aagaye
- Dekha Tujhe To Ho Gayi