Alka Yagnik – Letras de Kaisa Samaa, Kaisa Safar
--MALE--
(Kaisa samaa, kaisa safar
Jaane chale hum dono kidhar) - 3
--FEMALE--
Phir se raahon mein sang chalna hai
Phir se khwaabon mein rang bharna hai
Phir se jeena hai, phir se marna hai
Ho, phir se jeena hai, phir se marna hai
--MALE--
(Bechainiyaan, betaabiyaan
Kehne lagi dil ki zubah) - 2
--FEMALE--
Khamoshiyan, tanhaaiyan
Lagne lagi kitni jawaan
--MALE--
Taubaa adaa, taubaa asar
Jaane chale hum dono kidhar
--FEMALE--
Aaj kadmon ko phir bahekna hai
Aaj saanson ko phir mahekna hai
Phir se jeena hai, phir se marna hai
Haan phir se jeena hai, phir se marna hai
La la la la la la la, la la la la la la la
--MALE--
(Yun naa machal, thoda sambhal
Baheke kadam naa jaaye fisal) - 2
--FEMALE--
Tujhpe khilaa dil ka kanwal
Mujhko badal ke tu naa badal
--MALE--
Kaisa gooma, kaisa bhanwar
Jaane chale hum dono kidhar
--FEMALE--
Aaj zulfon ko phir bikharna hai
Aaj sapnon ko phir sanwarna hai
Phir se jeena hai, phir se marna hai
Haan phir se jeena hai, phir se marna hai
--MALE--
Hey, kaisa samaa, kaisa safar
Jaane chale hum dono kidhar, haan haan
Lo más escuchado de Alka Yagnik
- Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
- Tumhe Dekhe Meri Aankhen
- Pyar Ke Liye Chaar Pal
- Is Pyar Se Meri Taraf Na Dekho
- Humko Sirf Tumse Pyar Hai
- Aankhon Mein Base Ho Tum
- Hum Tum
- Bahut Jatate Ho Chah Humse
- Dil Laga Liya Maine
- Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
- Maine apna dil de diya
- Baant Raha Tha Jab Khuda
- Teri Mohabbat Ne
- Ab Tere Dil Mein Hum Aagaye
- Dekha Tujhe To Ho Gayi