Alka Yagnik – Bahut Jatate Ho Chah Humse lyrics

o o o .....
ho ho ho ....
bahut jatate ho chah humse - 2
karoge kaise nibah humse
aye dil - 8
kasam khuda ki yahi kahunga - 2
tumhare bin main na jee sakunga
aye dil - 8

yeh dard kya hain karaar kya hain
tumhe pata hain yeh pyar kya hain
deewana pan hain deewangi hain
suna hain maine yeh bekhudi hain
wafa ki raaho mein jalna hoga
kahi gire toh sambhalna hoga
sulagte sholo pe main chalunga - 2
wafa ke rango me rang lunga
aye dil - 8

nazar mein chehra taraash lunga
tumhari saansein ki pyaas lunga
yeh khwaab itna hasin kyon hain
tumhe wafa pe yakeen kyon hain
meri toh khwaahish tumhari chahat
mujhe thi kab se tumhari hasrat
milao na yu nigaah humse - 2
ho jaaye na kahi gunaah humse
aye dil - 8

zamana humko karega ruswaah
jara bataao karoge tum kya
mujhe na ruswaai ka koi darr
tumhe toh chaha hain apne dam par
kisine humko juda kiya toh
khushi ke mausam mein gam diya toh
zamane ke saare gam sahunga - 2
na dur ab tumse main rahunga
aye dil - 8
bahut jatate ho chah humse - 2
karoge kaise nibah humse
aye dil - 16

Submitted by Guest