Anuradha Paudwal – Aaj Is Rut Mein lyrics

aaj is rut mein mann hua chanchal nain tumse mil gaye to hans diya kaajal
man mayur mera ho gaya paagal jhoom kar aise gira hai roop ka baadal
aaj is rut mein ...

khil ke tamannaaon ki kaliyaan mehkaayen sapanon ki galiyaan
prem ki pyaari ye rangaraliyaan kar gayi mere dil mein hulchul
ho man mayur mera ...

tera ang ang jaise kanchan saansen mahken jaise chandan
baandh gaya jeevan ka bandhan meri preeti se tera aanchal
aaj is rut mein ...

Submitted by Guest