Anuradha Paudwal – Kitna Pyara Ye Chehra lyrics

Kitna pyara ye chehra - 2 ye meri sajani hai
Kitna pyara ye chehra - 2 ye mera sajan hai

(ek muddat se tu dil mein samayi hai
aaj magar tu mere ghar aayi hai) - 2
chhodake aab mujhe janam kahi tu jana naa
Kitna pyara ye chehra - 2 ye meri sajani hai

(apana banaya tune ehsan tera
banake tu rehna sajan mera) - 2
kya kahu main tujhe ye dil hua tera diwana
Kitna pyara ye chehra - 2 ye mera sajan hai
Kitna pyara ye chehra - 2 ye meri sajani hai

Submitted by Guest