Anuradha Paudwal – Likh Diya Hai Yeh Mummy Ne Khat Mein lyrics

likh diya hai ye mummy ne khat mein kya
likh diya hai ye mummy ne khat mein ki
hame pyar karana mana hai
ladki chalu haa ladki chalu bahot aaj kal hai
unase aitabar karana mana hai
likh diya hai ye mummy ne khat mein ki
hame pyar karana mana hai

aur kya likha hai
(hamne bheja tha college mein tumko
khub achchi tarah likhane padhane) - 2
chhod karke likhai padhai tum lago ho kise pyar karane
pyar kisase hai inarar karalo tumhe ikarar karana mana hai
kyun ki ladki chalu ladki chalu bahot aaj kal hai
unpe aitabar karana mana hai

aage kya likha hai
woh jo le jana chaahe cinema kabhi jana nahi saath uske - 2
** behlaye tumko phir bhi jaana nahi paass uske
jis gali mein ho tera deewana uss gali se gujarana manaa hai - 2
ladki chaalu ladki chaalu bahut aaj kal hai
unase aitbaar karna manaa hai
ki likh diya hai ye mummy ne khat mein ki
hamen pyar karna manaa hai

Submitted by Guest