Atif Aslam – Mar Jaayen lyrics

Album: LoveShhuda

Har lamha dekhne ko,
Tujhe intzaar karna,
Tujhe yaad karke aksar,
Raaton mein roz jagna,

Badla hua hai kuch toh,
Dil in dino ye apna,

Kaash wo pal paida hi na ho,
Jis pal mein nazar tu na aaye,
Kaash wo pal paida hi na ho,
Jis pal mein nazar tu na aaye,

Agar kahin aisa pal ho,
Toh iss pal mein mar jaayen,

Mar jaayen..mar jaayen,
Mar jaayen..ho mar jaayen,(x2)

Tujhse judaa hone ka,
Tassawoor ek gunah sa lagta hai,
Jab aata hai bheed mein aksar,
Mujhko tanha karta hai,

Khwab mein bhi jo dekh le ye,
Raat ki neendein ud jayein,
Mar jaayen..mar jaayen,
Mar jaayen..ho mar jaayen,

Aksar mere har ek pal mein,
Kyun ye sawaal sa rehta hai,
Tujhse mera taalukh hai ye kaisa,
Aakhir kaisa rishta hai,

Tujhko na jis din hum dekhein,
Wo din kyun guzar hi na paye,

Mar jaayen..mar jaayen,
Mar jaayen..ho mar jaayen,(x3)

Submitted by Guest