Dharmendra Narayan – O sarkaar lyrics

Album: Anjaani Raahen Hain

Dharti Pe Aasmaan Mein
Dharti Pe Aasmaan Mein
Aur Saare Jahaan Mein
Gunjegi Tu Banke Darkaar
O Sarkaar , O Sarkaar

Stanza 1
Tere Rukhsaar Gulaabi , Zulfen Teri Kaali Kaali
Tere Husna Ke Baaghon Ke, Humin To Hain Maali
Mere Dil Mein Sama Ke Dekh
Kitna Hai Tere Liye Pyaar
O Sarkaar , O Sarkaar
Dharti Pe Aasmaan Mein ,Aur Saare Jahaan Mein
Gunjegi Tu Banke Darkaar
O Sarkaar , O Sarkaar

Stanza 2
Kisi Na Kisi Din Meri Dulhan Banegi
Tu Shabnam Aur Chaand Taaron SeSajegi } *2
Mere Saanson Ki Pukaar Ka Tu Karna Tiraskaar

O Sarkaar , O Sarkaar
Dharti Pe Aasmaan Mein ,Aur Saare Jahaan Mein
Gunjegi Tu Banke Darkaar
O Sarkaar , O Sarkaar, O Sarkaar , O Sarkaar

Submitted by Guest