Hemlata – Jahaan Prem Ka Paavan lyrics

jahaan prem ka paavan diyara jale
jahaan bole bachan tab neer bhare
usi angana mein usi dvaare pe
beete hamara bhi jeevan raam kare
jahaan prem ka ...

kaun nadi ki ham hain lahar
kaho aake mila re kinaara
jog likhe bin ham naahi
aisa milan hamaara
kin charanon mein na ghar na pare
jahaan prem ka ...

jis ka naahi apana koi
jo kah de use apana le
us ki karuna us ki daya ka
utare na karaj utaare
jiya jahaan hai vahi ji mare
jahaan prem ka ...

Submitted by Guest