Kavita Krishnamurthy & K.K. – Mere Sanam Teri Kasam lyrics

hey hey ....
dil kehta hain aye sanam, mujhko hain teri kasam - 2
marke bhi na hoga kam, pyar apna aye mere sanam
mere sanam mere sanam
teri kasam mere sanam

aa aa aa ...
(ek pal mein chaa gayi hain chharo aur tanhaii
maar dale na kahi mujhko teri judaai) - 2
tere bin zindagi meri zindagi nahi
main hu jalta diya jismein roshni nahi
mere sanam mere sanam
teri kasam mere sanam

(kya kahu kis mode par aa gayi zindagani
tere bin yaara meri hain adhuri kahani) - 2
ek pal mein yeh kya se kya ho gaya
chod kar saath mera tu kaha kho gaya
mere sanam mere sanam
teri kasam mere sanam

dil kehta hain aye sanam, mujhko hain teri kasam
marke bhi na hoga kam, pyar apna aye mere sanam
mere sanam mere sanam
teri kasam mere sanam

Submitted by Guest