Lata Mangeshkar – Aa Ab Laut Chale lyrics

aa ab laut chale
nain bichhaye, baahen pasaare, tuz ko pukaare desh teraa

sahaj hain seedhee raah pe chalanaa, dekh ke ulazan bach ke nikalanaa
koee ye chaahe maane naa maane, bahot hain mushkil gir ke sanbhalanaa

aankh humaaree manjil par hain, dil mein khushee kee mast lahar hain
laakh lubhaaye mahal paraaye, apanaa ghar fir apanaa ghar hain

Submitted by Guest