Lata Mangeshkar – Bane Toh Ban Jaaye lyrics

baney to ban jaaye zamana dushman
main tera hoon dulha tu meri dulhan

bane to ban jaaye zamaana dushman
tu mera hain dulha main teri dulhan

duniya ne zanjeeren to daali thee paanv mein
ai ji a hi baithe ham teri zulfon ki chhaanv mein
ki hona tha ho ke raha ye milan
bane to ban jaaye ...

main doli mein baith ke ghar aayi chaand ke
are main laaya hu chaandani ko sehara baandh ke
na chori hi ki hai na kiya hai gaban
bane to ban jaaye ...

Submitted by Guest