Lata Mangeshkar – Hoga Thanedar Tu lyrics

Are (hoga thanedar tu) - 2 mera hai dildaar tu
Vardi ka tu rob jamaale topiwale daraale karle jo hai karna
(Main nahi darna) - 3 o ja ja (main nahi darna) - 3
Are (hogi pakitmar tu) - 2 choron ki sardar tu
Apane saare teer chalaale nazaron wale daraale karale jo hai karna
Main nahi marna - 3 oy main nahi marna - 3

Tere jaise mere aage pichhe firate hain aisa kya
Tere jaise mere aage pichhe firate hain
Kitano ke dil bas waise pe girte hain
(Kaise mitti) - 3 gagan chumegi
Tu ladki deewani itna bhi na jaani - 2
Vardi ka tu rob jamaale topiwale daraale karle jo hai karna
(Main nahi darna) - 3 o ja ja (main nahi darna) - 3

Chhod mujhe dhund koi aur dilwala - 2
Teri chaabi se na khulega ye tala
(Phir bhi mera) - 3 sajan tu banega
Ye dekhenge sare ruk ja do din pyaare - 2
Arey apane saare teer chalaale nazaron wale daraale karale jo hai karna
Main nahi marna - 3 oy main nahi marna - 3

Chaahe to laga de tu mujhe hatkadiya - 2
Hatkadiya banegi shehad ki ladiya
Tera mera mera tera tera mera milan kaise hoga
Tu pital main sona mushkil hai ye hona - 2
Vardi ka tu rob jamaale topiwale daraale karle jo hai karna
(Main nahi darna) - 3 o ja ja (main nahi darna) - 3
Hoga thanedar tu mera hai dildar tu
Vardi ka tu rob jamaale topiwale daraale karle jo hai karna
(Main nahi darna) - 3 oy (main nahi marna) - 3
Main nahi darna main nahi marna - 2

Submitted by Guest