Lata Mangeshkar – Kitne Ajeeb(sad) lyrics

Album: Page 3 (2005)

Do pal miltey hai, saath saath chalte hai - 2
Jab modh aaye toh bachke nikalte hai
Kitney ajeeb rishtey hain yahan pe -2

Thokar bhi khana hai, chalte bhi jana hai - 2
Vaada kiya toh kisko nibhana hai
Yahan sabko saare daav aazmaney hai
Sabhi ek duje se zyada sayane hai

Kitney ajeeb rishtey hain yahan pe - 2

Submitted by Guest