Lata Mangeshkar – Mausam Suhana Dil Hain lyrics

mausam suhana dil hai deewana, aa ja piya re
mausam suhana dil hai deewana, aa ja piya
aa ja piya re
jhoome zamaanaa, nache jiyaa, aa ja piya re
barse badariya, tarse jiyaa, aa ja
phoolon mein rang bikharaaja
sapanon mein pyaar chalakaaja
piya re, mausam suhaana dil hai deewana, aa ja piya

kab se khadi aas dabaaye
tere bina kaun pyaas bujhaaye
(man mein chanda aag jagaaye)-2
aajaa, ras ki puhaar barasaajaa, beena ke taar jhankaaja
piya re, mausam suhaana dil hai deewana, aa ja piya
aa ja piya re
jhoome zamana, nache jiya

Submitted by Guest