Lata Mangeshkar – Mere Dil Mein Sanam lyrics

( tara ra ra ram
mere dil mein sanam ) -2
tu baad-e-sabaan kya jaane
( jaane na koi
mere dil ki lagi ) -2
har saans mein hain afasaane
tara ra ra ram

( ek sitaara
chaand se pyaara ) -2
chhote se dil mein aaya
paigaam-e-mohabbat laaya
shaam-e-bahaar hai
aankhon mein pyaar hai
dil beqaraar hai
koi nahi pahachaane

( tara ra ra ram
mere dil mein sanam ) -2
tu baad-e-sabaan kya jaane
tara ra ra ram

a ha ha

( dil ka fasaana
lab pe na laana ) -2
seekh le koi hamase
hai duniya hamaare dam se -2
aayeen jawaaniyaan
le ke nishaaniyaan
dil ki kahaaniyaan
pyaar ke sab deewaane

( tara ra ra ram
mere dil mein sanam ) -2
tu baad-e-sabaan kya jaane
tara ra ra ram

Submitted by Guest