Lata Mangeshkar – O Bekadar Bedardi lyrics
o bekadar bedardi - 2
sad pe tere jaan kar di
na na na karte karte haa ji maine haa kar di - 2
o bekadar bedardi
sad pe tere jaan kar di
na na na karte karte haa ji maine haa kar di - 2
(gairon ko apani surat dikhati
sharmon haya se main toh mar jaati) - 2
bebas kar daala iss zindagi ne
achha hua yeh bebasi ne meri mushkil asaan kar di
na na na karte karte haa ji maine haa kar di - 2
(yeh rang-e-mehfil yeh naach gaana) - 2
yaad rahega yeh zamana
kaanon mein mere yeh keh diya kya o beemar bas tune kiya kya
dil ki dhadkan bas jawaan kar di
na na na karte karte haa ji maine haa kar di - 2
(dena na yaaron yaaron ko mauka
warna woh denge yaari mein dhokha) - 2
yeh satta kaise ban gaya iska
kya khoob tune badla hain pakka
saari mehfil tune hairaan kar di
na na na karte karte haa ji maine haa kar di - 2
o bekadar bedardi - 2
sad pe tere jaan kar di
na na na karte karte haa ji maine haa kar di - 2
Top Lata Mangeshkar songs
- Lag Ja Gale
 - Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum
 - Aapki Nazron Ne Samjha
 - Ek Pyar Ka Nagma Hai
 - Kaanta Laga (Original)
 - Dikhayi Diye Yun
 - Pardesiya Yeh Sach Hai Piya
 - Lag Ja Gale Ki Phir
 - Rangeela Re Tere
 - Solah Baras Ki Baali Umar Ko Salaam
 - Do Pal Ruka
 - Naam Gum Jaayega
 - Agar Tum Na Hote
 - Karvatein Badalte Rahe Saari Raat Hum
 - Main Chali Main Chali Dekho Pyar Ki Gali
 
