Lata Mangeshkar – Saare Shahar Mein lyrics

saare shahar mein ek haseen hai
aur vo main hu aur koi nahi
tu na idhar dekh yaar udhar dekh
saare shahar mein ...

pyaar karega mujhase agar tu yaad karega saari umar tu
phir bhi kisi ka naam na lega ye to mujhako yaqeen hai
saare shahar mein ...

sabaki nigaahen mujh pe jhuki hain teri nigaahen mujhape ruki hain
dekh zara aisi ada aisi nazar aur kahaan
mere sanam ke paas na jaana mera sanam hai mera deevaana
main hoon falaq aur tu zameen hai
saare shahar mein ...

Submitted by Guest