Lata Mangeshkar – Shehnaai Baje Na Baje lyrics

aah hm hmm..
gagan ka tota re takraye
takrakar dono muskaaye
aah hm hmm..
chaand ne sun li unki baat
jaa baitha baadal ke paas
aah hm hmm..
sun baadal ne li angdaai
bund bund mein baat phailaai
gagan ki baat dharti pe aai
kali ne sun li suni sunaai
kali ne phool ko bhed bataya
aah hm hmm..
phool ne bulbul ko samjhaya
bulbul ne bhanvra bulaya
maine rok ke usse sunaya
sunaya sunaya
banke dulhaniya aaj chali hu
main saajan ke dwaare
shehnaai baje na baje - 3
banke dulhaniya aaj chali hu
main saajan ke dwaare
shehnaai baje na baje - 3

(na koi mujhko kajara daale
na koi maang sawaare) - 2
na chahu main ???
na dhol na taaren
na koi meri raahen roke
na koi mujhe roke
banke dulhaniya aaj chali hu
main saajan ke dwaare
shehnaai baje na baje - 3

aah hmm hmm..
(munda mane na mane
ghodi saje na saje) - 2
ho doli uthe na uthe
mehandi lage na lage
na main chahu bindiya shindiya
na main taare shaare
kal tak gusse tujhse
ho gayi jaan se pyare
banke dulhaniya aaj chali hu
main saajan ke dwaare
shehnaai baje na baje - 3
banke dulhaniya aaj chali hu
main saajan ke dwaare
shehnaai baje na baje - 3

Submitted by Guest