Lata Mangeshkar – Yahi Bahaar Hai lyrics

la la la laa~

yahi bahaar hai, yahi bahaar hai~
yahi bahaar hai duniya ko bhool jaane ki
khushi manaane ki
yahi ghadi hai jawaani ke gunagunaane ki
haan, muskuraane ki

ye pyaare pyaare nazaare ye thandi thandi hawa
ye halka halka nasha
ye kaali kaali ghataaon ki mast mast ada
ye koyalon ki sada
machal ke a gayee, machal ke a gayee~
machal ke a gayi rut mastiyaan lutaane ki
haan, jhoom jaane ki

kali kali se ye bhanware ne muskuraake kaha
nazar mila ke kaha
nazar se kaam na nikala to gudaguda ke kaha
gale laga ke kaha
kiya hai pyaar to, kiya hai pyaar to~
kiya hai pyaar to parawa na kar zamaane ki
haan, hansi udaane ki

o o o~~~
jo toota hai rubaan~~~
jo toota hai rubaan, usako toot jaane de
mere shabaab ko ji bhar ke geet gaane de
haan, geet gaane de
tadap uthi hain, tadap uthi hain~
tadap uthi hain tamannaayen jhoom jaane ki
haan, lagi bujhaane ki

Submitted by Guest