Mohammad Rafi – Aashaon Ke Saawan Mein lyrics
aashaaon ke saawan mein - 2
umangon ki bahaar mein
tum mujhko dhundho main kho jaaun pyaar mein
aashaaon ke saawan mein ...
aashaaon ke saawan mein ...
sur se ye jeevan sangeet bana
teri paayal chanki geet bana -2
cham-cham ghungharu gaate hain -2
aao-aao tumhein ham pehnaate hain
geet piro ke in saanso ke haar mein
aashaaon ke saawan mein ...
jalte angaaron ko chhed gai
rut man ke taaro ko chhed gai
man mein deep jale sargam se
saat suron ke is sangam mein
ye sapanon ke phul khile sansaar mein
aashaaon ke saawan mein ...
Submitted by Guest
Top Mohammad Rafi songs
- Dil Ke Jharoke Mein Tujko Bithakar
- Chand Mera Dil Chandni Ho
- Khilona Jaan Kar
- Isharo Isharo Mein Dil Lene
- Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye
- Aane Se Uske Aaye Bahaar
- Kya Hua Tera Wada
- Yeh Ladka Hai Allaah
- Aaj Mausam Bada
- Yeh Chand Sa Roshan Chehra
- Dafliwale Dafli Baja
- Teri Ankhon Ke Siva
- Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Mein Shamil
- Like Jo khat tujhe
- Aa Lag Ja Gale