Mohammad Rafi – Apni Aankhon Mein Basakar lyrics

apni aankhon mein basaa kar koyi iqraar karoon (2)
jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon
apni aankhon mein basaa kar koyi iqraar karoon

maine kab tujhse zamaane ki khushi maangi hai
ek halki si mere lab ne hansi maangi hai (2)
saamne tujhko bitha kar tera deedaar karoon
jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon
apni aankhon mein basaa kar koyi iqraar karoon

sehmi sehmi ye nigahain ye jwani toaba
must nazron main hai ulfat ki khani toaba
aa meri jane tumanna tera singhar karoon
jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon
apni aankhon mein basaa kar koyi iqraar karoon

saath chhute na kabhi tera yeh kasam le loon
har khushi de ke tujhe tere sanam gham le loon (2)
haaye main kiss tarah se pyaar ka izhaar karoon
jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon
apni aankhon mein basaa kar koyi iqraar karoon

Submitted by Guest