Mohammad Rafi – Ayayaya Karun Mein Kya Sukoo lyrics

aai aai yaa sukoo sukoo

aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo (2)
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo

koyi mastana kahe koyi deewana kahe
koyi parwana kahe jalne ko beqarar
chahat ka mujh pe asar
main duniya se bekhabar
chalta hoon apni dagar
manzil hai meri pyaar
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo

aai aai yaa sukoo sukoo

chonko mat aye doston
yoon hi mujhse mat daro
mere bhole pyaar ko
naadaani na samjho
haathon mein jo haath hai
jeevan bhar ka saath hai
seedhi saadi baat hai
kahaani na samjho
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo

meri aankhon mein nasha
meri baaton mein nasha
meri saanso mein nasha
behka main bin peeye
ghutati ghutati bebasi
sehmi sehmi har ghadi
bin chahat ka zindagi
jeeta main kiss liye
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo

aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
aai aai yaa sukoo sukoo, aai aai yaa sukoo sukoo

Submitted by Guest