Mohammad Rafi – Gam0ehasti Se Bas Begana Hota lyrics
gam-e-hasti se bas begaana hota
kudaaya kaash main deewaana hota
gam-e-hasti se bas begaana
(chali aati qayaamat anjuman
men)-2
gulon ko aag lag jaati chaman mein
alag baitha
alag baitha koi mastaana hota
kudaaya kaash main deewaana hota
gam-e-hasti se bas begaana
jo dekha hai suna hai zindagi mein
wo banake dard rah jaata na ji mein
faqat ek kwaab
faqat
ek kwaab ek afasaana hota
kudaaya kaash main deewaana hota
gam-e-hasti se bas begaana
(usi deewaanagi mein bekudi men)-2
na khulati aankh saari zindagi mein
sada gardish mein
sada gardish mein ik paimaana hota
kudaaya kaash main deewaana hota
gam-e-hasti se bas begaana hota
kudaaya kaash main deewaana hota
Submitted by Guest
Top Mohammad Rafi songs
- Dil Ke Jharoke Mein Tujko Bithakar
- Chand Mera Dil Chandni Ho
- Khilona Jaan Kar
- Isharo Isharo Mein Dil Lene
- Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye
- Aane Se Uske Aaye Bahaar
- Kya Hua Tera Wada
- Yeh Ladka Hai Allaah
- Aaj Mausam Bada
- Yeh Chand Sa Roshan Chehra
- Dafliwale Dafli Baja
- Teri Ankhon Ke Siva
- Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Mein Shamil
- Like Jo khat tujhe
- Aa Lag Ja Gale