Mohammad Rafi – Hazaron Rang Badlega Zamana lyrics

Na hanso pyaar pe nadaaan zamane walo
kiya mitaooo gey muhabbat ko mitane walo

hazaro rang badle ga zamana
hazaro rang badle ga zamana
na badle ga muhabbat ka fasana
muhabbat ka fasana
hazaroo rang badle ga zamana

pighal jatey hein pather moom ho kar(0)
(0)
simat jatey hein katrey mein samander
muhabbat cherti hay jab tarana
muhabbat cherti hay jab tarana
na badle ga muhabbat ka fasana
muhabbat ka fasana

hazaroo rang badle ga zamana

muhabbat mout se bhi kiya mare gi
muhabbat mout se bhi kiya mare gi
zamane se muhabbat kiya dare gi
kay is ki thokaron mein hay zamana
kay is ki thokaron mein hay zamana
na badle ga muhabbat ka fasana
muhabbat ka fasana

hazaroon zang badle ga zamana
na badle ga muhabbat ka fasana
muhabbat ka fasana

Submitted by Guest