Mohammad Rafi – Mein Vohi Vohi Baat lyrics

main wohi wohi baat (2)
(mere liye to har din naya din har raat nayi raat
main wohi wohi baat) (2)
main wohi...

acchhi ya kharaab pee li jaisi mili sharaab pee li
saaqi naya hai jaam purana (2)
rang naya hai naam purana, naam purana
subah ho ya shaam mujhe masti se kaam
kyon ki har din naya din har raat nayi raat
main wohi wohi baat
main wohi...

huu ru ru ru ru...

apna hi lahu pee raha hoon marne ke liye jee raha hoon
dil apna hai ghum apne hai (2)
duniya paraayi hum apne hai, hum apne hai
mujhe aaye na qaraar main rahoon beqaraar
kyon ki har din naya din har raat nayi raat
main wohi wohi baat (2)
mere liye to har din naya din har raat nayi raat
main wohi wohi baat
main wohi...

aap apna jawaab ho gaya hoon manzil pe aa ke kho gaya hoon

Song: Mein Yeh Soch Kar Uske Dar

Movie: Haqueeqat

Singer:

Main yeh sochkar
us ke dar se utha tha

ke woh rok legi
manna legi mujhko

Hawaaon mein leheraata
aata tha daaman
ke daaman pakad kar
bithale gi mujhko

Kadam aise andaaz se
uth rahe the
ke awaaz de kar
bula legi mujhko

Magar us ne roka
na us ne manaaya
na daaman hi pakda
na mujhko bithaiya
na awaaz hi di
na waapas bulaya

Main ahista ahista
barhtha hi aaya

Yahaan tak ke us se juda ho gaya main
Yahaan tak ke us se juda ho gaya main
juda ho gaya main
juda ho gaya main
juda ho gaya main
juda ho gaya main

Submitted by Guest