Mohammad Rafi – Mohabbat Kar Lo lyrics

ra : mohabbat kar lo jee bhar lo aji kisne roka hai
par bade gazab ki baat hai ismein bhi dhokha hai
gi : shiqaayat kar lo ji bhar lo aji kisne roka hai
ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai

ra : jahaan ye masti mast nazar pe chayi deta nahi kuch sujhayi
gi : takara ke nain milta hai chain murakh kyon rota hai ho

mohabbat kya hai suno ji hamse
sab kuch hai isi ke dam se
ra : kiya ek baar hamne bhi pyaar
kuch bhi nahi apna hai

milna chahu to mile judaai
ulfat mein yahaan judaai hai
gi : sab rang bhool khilta hai phool
bhanvara jab milta hai

mohabbat se khul jahaan khafa hai
par isamein bada maza hai
ra : jab dil dukhega us dam khulega
isamein kya hota hai
mohabbat kar lo ...

Submitted by Guest