Mohammad Rafi – O Kali Topi Wale lyrics

o kaali topi vaale zaraa naam to bataa
o gore gore gaalon vaali kaam to bataa

mohe vo naam bataa duur hi rah ke
tohe pukaar saku
( main vo hi kah ke ) - 2
vo hi bataane kaa inaam to bataa
O kaali Topi vaale ...

chham chham ke teer chale ( dil hua ghaayal ) - 2
phir ek baar sunu ( gori teri paayal ) - 2
paayal sunaane kaa inaam to bataa
o gore gore gaalon vaali kaam to bataa

tum bhi vahi ho baabu hamein naa banaao
tumko bhi dekh liya jaao ji jaao
jaaungi jaane ka inaam to bataa
O kaali Topi vaale ...

Submitted by Guest