Parth Siddhpura – Ek Tarfa lyrics

Ankhiyon se dariya beh gaya haaye
Khwaab woh adhoora reh gaya
Jag bhi paraya ho gaya haaye
Juda tera saaya ho gaya

Teri duniya mujhe ab na gawara hai
Par tu hassdi reh bas yehi sahara hai

Mohabbat ho gayi thi dono ko
Ik arsa ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gaya

Mohabbat ho gayi thi dono ko
Ik arsa ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gaya

Chaand bhi rootha
Taare bhi roothe
Aasmaan bhi mera na raha
Hairan hoon main
Dil mein tere kyun
Mera basera na raha

Chalo rab di ae je manzoori
Mainu vi koyi gila nahin
Lakhan si main mannatan mangeya
Par kyun tu mila nahin
Yahin kismat thi deewane ki
Main haara jeet huyi zamaane ki

Mohabbat ho gayi thi dono ko
Ik arsa ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gaya

Mohabbat ho gayi thi dono ko
Ik arsa ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gaya

Mohabbat..
Mohabbat ho gayi thi..

Submitted by Guest