Ravindra kumar jain – Jivan ke kisi bhi pal me lyrics

Album: Jivan ke kisi bhi pal me

Jivan ke kisi bhi pal me, vairagya upaj sakta hai...
sansaar me rah kar prani, sansar ko taj sakta hai...
kahi darpan dekh virakti ...
koi mratak dekh vayragi ...
Bin karan diksha leta, koi poorv janam ka tyagi ...
janmo ka sanskari hi, prabhu janam se bhaj sakta hai ... sansar me rah kar prani, sansaar ko taj sakta hai...

aise hi sant siro mani, guruvar shree vidhya sagar ... is kaal me jo karte hain, us kaal ke tathya ujagar ...
nirgrnth sadhu hi sare, sad gun se saj sakta hai ...
sansar me rahkar prani sansar ko taj sakta hai ...
jeevan ke kisi bhi pal me...

Submitted by Guest