Shaan – Banake Deewana Bhoolna Nahi lyrics

ho
(dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin ) - 2
dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin - 2

(mar meetey hain hum teri adaa pe
kar bhi lo tum aaitbaar meri wafa pe) - 2
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin

(yaad rakhna dhadkanon ka wada
humne chaha hain tumhe chahat se jyada) - 2
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin

dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin

Submitted by Guest