Shaan – Haai Samaa Hai Suhaana lyrics

haay samaan hai suhaana uff mausam deewana sanam
haay yoon ruuth kar hamse na door jaana sanam
aao kho jaayen ki kho na jaayen jawaani ke pal
aao sama jaaon mujh mein ek ho jaayen ham
jaan-e-jaan don't break my heart tumhen kasam

jaane bhi do abhi meri jaan maan lo
tumheen pe dil mera hai qurbaan lo
tumhaare bin kahi jeena mujhe nahi
jaanaa ye jaan do ya meri jaan lo
haay samaan hai ...

inhiin adaaon pe ye dil aa gaya
inhiin nigaahon mein ye dil kho chuka
ye mera dil kabhi na tum todana
ke mera dil sanam tumhaara ho chuka
samaan hai ...

jaanaan sama jaao mujh mein tumhen mere dil ki kasam

Submitted by Guest