Suresh Wadkar – Sar Zameen-e-hindustaan lyrics
sar zamine hindustaan assalaam vaalekum
meraa naam baadashaah khaan hai
ishq meraa mazahab muhabbat meraa imaan hai
muhabbat jisake liye shiri aur laila ke nam phulonki khushabu ban gaye
jisake liye pahaadon kaa sinaa chir kar dudh ki nahar bahaa di
jisake liye farahad ne pahadon ka sina chir kar dhood ki neher baha di
jisake liye majanun ne saharaa ki kaak chhaani hai
aur aaj bhi jindaa hain tavaarikh ban kar
usi muhabbat ke liye kaabul ka ye pathan
hindostaan ki sarazamin se muhabbat ki kair maangane aayaa hai
aajamaayish kathin hai imtihaan mushkil hai
lekin hausalaa buland hai lekin jit hameshaa mohabbat ki huyi hai
sadiyon se yahi hotaa aayaa hai yahi hoga
roshani agar kudaa ko manjur to ankhiyon ke chiraag jalate hain
kudaa gavaah
Submitted by Guest
Top Suresh Wadkar songs
- Tumse Milke Aisa Laga
- Seene Mein Jalan
- Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan
- Huzoor Is Kadar Bhi
- Likhane Wale Ne Likh Daale
- Pyaar Ye Jaane Kaisa Hai
- Chappa Chappa Charkha Chale
- Sona Kare Jhilmil Jhilmil
- Ram Teri Ganga Maili
- Meri Yaad Aayegi Aati Rahegi
- Goro Ki Na Kalo Ki
- Bol Radha Bol
- Megha Re Megha Re
- Tum Mere Ho
- Baabul De Do Duaa