Udit Narayan, Abhijeet – Arre Re Arre (Ii) lyrics

Yaad kuchh aata nahin ye hua kabse
Ho gaya mushkil chhupana aaj ye sabse
Tum kahoon to maang loon main aaj kuchh rabse
Arre re arre kya hua koi na pehchaana
Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana

Saamne hain raaste hum guzar jaayein
Ya kisike waaste hum thehar jaayein
Ab yahaan tak aa gayein ab kidhar jaayein
Arre re arre kya hua koi na pehchaana
Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana

Submitted by Guest