Udit Narayan, Abhijeet – Kudrat Ne Bakhshaa lyrics

Kudrat Ne Bakhshaa Thaa Hamko
Ek Hasin Jahaan
Tukde Tukde Kar Daalaa
Kyun Tune Insaan
Kahin Banaayaa Amrikaa
Kahin Pe Hindustaan
Kahin Pe Rashiyaa Kahin Pe Yorop
Kahin Pe Paakistaan
Aao Aao Aao Milkar Banaayen Aman Kaa Aisaa Ek Makaam
Aao Milkar Banaayen Aman Kaa Aisaa Ek Makaam
Jis Mein Rahe Insaaniyat Aur Rahe Insaan

Aa Aa Aa

Aa Aa Aa

Submitted by Guest