Udit Narayan, Abhijeet – Maya Hai Sab Maya Hai lyrics

Maya hai sab maya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain
Ishq mein humne jo khoya hai jo paaya hai
Teri kasam jaan mere liye sab maya hain
Tere ishq mein humne jo khoya jo paaya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain

Maine suna par haath nahi aata tehzaabi
Sab ek se hain yeh majnu bhi aur ranjha bhi
Maine suna par haath nahi aata tehzaabi
Sab ek se hain yeh majnu bhi aur ranjha bhi
Par koyi na aashiq tujhsa ab tak aaya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain
Ishq mein humne jo khoya hai jo paaya hai
Teri kasam jaan mere liye sab maya hain
Tere ishq mein humne jo khoya jo paaya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain

Mera jeevan tujhse shuru tujhpe hi khatam
Sab kuch tu hai meri khushi aur mere gham
Mera jeevan tujhse shuru tujhpe hi khatam
Sab kuch tu hai meri khushi aur mere gham
Bas naam tera hi dil pe maine likhwaaya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain
Ishq mein humne jo khoya hai jo paaya hai
Teri kasam jaan mere liye sab maya hain
Tere ishq mein humne jo khoya jo paaya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain

Submitted by Guest