Alka Yagnik – Apani Bhi Zindagi Mein lyrics

Album: Dhoodhenge to mil jayega

apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
(apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
dhundenge to mil jaayega - 4) - 2

achhe bure din saathi aate rahenge
kabhi hasaate kabhi rulaate rahenge - 2
achhe bure din saathi aate rahenge
kabhi hasaate kabhi rulaate rahenge
bas yahi baat yaad rakhana - 2
apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
dhundenge to mil jaayega - 4

pyaar kiya hai tujhase pyaar karenge
tere saath jina tere saath marenge - 2
pyaar kiya hai tujhase pyaar karenge
tere saath jina tere saath marenge
bas yahi baat yaad rakhana - 2
apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
dhundenge to mil jaayega - 4

aisa phool bagon mein khila kabhi na
jise dard kaato ka mila kabhi na - 2
aisa phool bagon mein khila kabhi na
jise dard kaato ka mila kabhi na
bas yahi baat yaad rakhana - 2
apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
dhundenge to mil jaayega - 4

Submitted by Guest