Alka Yagnik – Raat Saari Beqaraari lyrics

(Raat saari beqaraari mein guzaari, sau dafa darwaaze pe gayi
Haan sau dafa darwaaze pe gayi) -2
Tu na tha, waha khadi, ghadi ghadi yaad thi teri
Raat saari beqaraari mein guzaari, sau dafa darwaaze pe gayi
Haan sau dafa darwaaze pe gayi

Odhh lun pyaar tera, pahen lun main pyaar tera, phir sanam aana -2
Ho…isse pehele nahi, thhahere rehna wahin
Aaja na abhi nahi, abhi nahi, jab main kahun
Raat saari beqaraari mein guzaari, sau dafa darwaaze pe gayi
Haan sau dafa darwaaze pe gayi

Raaste main jaa milun, ya raasta dekhu main tera, kya karun sajna -2
Ho…be-kali ka sama, dil mein kitne gumaan
Phir koyi bhoola na dein, tujhe mera naam pata
Raat saari beqaraari mein guzaari, sau dafa darwaaze pe gayi

(Aa…aa…aa…)

Submitted by Guest