Alka Yagnik – Sagar Sang Kinare Hai lyrics

(sagar sang kinaare hain phoolon sang bahaare hain - 2
aise hi tum mere ho aur hum tumhaare hain
haan hum tumhaare hain) - 2

dil jo hamaara tha kal tak kyon ye kisika hone laga
kisake tassabur mein din rain ab ye dil khone laga
pehali nazar ke pehale pyaar ka dekho hak ada karana
meri kasaam hain tumako sanam (dil se na juda karana - 2)
hum tum dono sang rahenge jaise chaand taare hain - 2
i promise tum mere ho aur hum tumhaare hain, haan hum tumhaare hain

hum hain tum ho aur ye dekho rang birangi waadi hain
baarish ke thande mausam mein aur bhi aag lagadi hain
darr lagata hain in baaton se rehana door jaroori hain
tan man jab tak dono milena (pyaar ki pyaas adhuri hain - 2)
pyaar ki bazi mein rab jaane kya jeete kya haare hain - 2
ye jaanam tum mere ho aur hum tumhaare hain, haan hum tumhaare hain
sagar sang kinaare hain phoolon sang bahaare hain
aise hi tum mere ho aur hum tumhaare hain , haan hum tumhaare hain

Submitted by Guest