Alka Yagnik – Zindagi Mauj Udaane Ka Naam Hai lyrics

tara ram..
tu ru ru ...
zindagi mauj udaane ka naam hai
zindagi yaaron ki jawani ka jaam hai
jaam hai payaam hai
zindagi (tara ram)- 2
tu ru ru ...

zindagi mauj udaane ka naam hai
zindagi yaaron ki jawani ka jaam hai
jaam hai payaam hai
zindagi
nahi nahi yeh zindagi toh mehnaton ka naam hai - 2
waqt hai bahut hi kam aur bada kaam hai - 2
zindagi

(ho jitne khushiyon ke sapane hain
yaaron woh saare apane hain) - 2
gam toh kisi begaane ka naam hain
jaam hai payaam hai
zindagi
kaisa yeh riwaaj hai duniya ke saraaye mein - 2
ped jala dhup mein log baithe saaye mein - 2
zindagi

(haqt pyar ka aaj adaa kar du
tujhape jaan fida kar du) - 2
jeena yu hi marr jaane ka naam hain
jaam hai payaam hai
zindagi
marta hain aadmi sau baar janam leta hain - 2
himmat ki kokh se avtaar janam leta hain - 2
zindagi

Submitted by Guest