Yesudas – O Bhavre lyrics

Album: Daud

gun gun gun gun gun gun gun gun
gun gun gun gun gun gun gun gun gun gun gun gun la la

o bhanware ae ae ae
dekho hum deewano ko
masti mein mastano ko
apni hi dhun mein chale hain
duniya se kya lena hai

o bhanware dekho hum deewano ko
masti mein mastano ko
apni hi dhun mein chale hain
duniya se kya lena hai
o bhanware

deewanagi ka saath hai
hairanagi ki baat hai
rawanagi kahan ki hai, kaho na
mudne lage hain raste
judne lage hain raste
dekho hamare vaste chalo na

bhanware dekho hum deewano ko
masti mein mastano ko

kaisi suhani shaam hai, bas pal do pal aaram hai
phir kitne saare kaam hain, apna rakhwala Ram hai

bhanware dekho hum deewano ko

rukte chalte hi aa jayegi, manzil hamse bach ke na jayegi
jaise dariyaao ko kinare, milte hain chanda ko sitare
aankho ko milate hain jaise nazare, kaliyo ko milte hai bhanware ye pyaare
kashti ko milate hain paani ke dharey, nazuk dilo ko saharey
bagon ko milti hain jaisi bahare, payenge hum bhee thikane
jab hum chale hain saath saath
ab sochane ki kya hai baat
chal chal ke raste hum ko hi pukare
bhanware dekho hum deewano ko deewano ko
masti mein mastano ko mastano ko
apni hi dhun mein chale hain chale hain duniya se kya lena hai kya lena hai

o bhanware o bhanware dekho hum deewano ko deewano ko
masti mein mastano ko mastano ko

Submitted by Guest